Saturday, October 11, 2008

Iqbal ishaq- a- haqiqi

kabhi eaa haqiqat-e-muntazir nazar aa libaas-e-majaaz mainKe hazaaron sajdey tarap rahey hain meri jabeen-e-nayaz main...

Kabhi eaa naseem-e-sahar tera ho guzar diyaar-e-hijaaz mainMeri chashm-e-ter ka salaam ho hazoor banda nawaaz main

kafir ki yeh pehchan k afaaq main gum hai
momin ki yeh pehchan k gum iss main hain afaaq
jo main sar ba sajda hua kabhe to zameen sy any lage sada
tera dil to hay sanam ashna tujy kia milay ga namaz main!!!

No comments: